Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSeekho Na
HomeSeekho Na
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano honthon ke do jaam sharabi inki lazzat kyaa jaano zulfon ki ye chhaanv ghaneri zulfon ki ye chhaanv ghaneri inki raahat kyaa jaano husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane in aankhon ke peechhe kitne basse hue hain maikhaane peeke dekho jaam nazar kaa peeke dekho jaam nazar kaa ho jaaoge deewaane husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge
hmm hmm mmm mmm mmm husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum hoo oo oo oo husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum dil ki lagi ke saath ajab dillagi huyiii manzil to aa gayi thi humein dhoondhti huyi hum khud hi door ho gaye allaah re sitam husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya o o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya ik nagma lab pe aaya magar kho ke reh gaya halki si ek khushi hai to halka sa ek ghum husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum mil sake na hum
ho chehra hai ya chand khila hai zulf ghaneri shaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya chehra hai ya chand khila hai zulf ghaneri shaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya arre tu kya jaane teri khatir kitna hai betaab ye dil tu kya jaane dekh raha hai kaise kaise khaab ye dil dil kehta hai tu hai yahaan to jaata lamha tham jaaye waqt ka dariya behte behte is manzar mein jum jaaye toone deewana dil ko banaya is dil par ilzaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya ho aaj main tujhse door sahi aur tu mujhse anjaan sahi tera saath nahin paaoon to khair tera armaan sahi ye armaan hain shor nahin ho khamoshi ke mele hon is duniya mein koi nahin ho hum dono hi akele hon tere sapne dekh raha hoon aur mera ab kaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya chehra hai ya chand khila hai zulf ghaneri shaam hai kya saagar jaisi aankhon waali ye to bata tera naam hai kya
saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare jaage nazaare jaagi hawaaein jaage nazaare jaagi hawaaein jab pyaar jaaga jaagi fizaaein ho pal bhar ko dil ki duniya soyi nahin hai saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare leharon pe naachein kirnon ki pariyaan leharon pe naachein kirnon ki pariyaan main khoyi jaise saagar mein nadiya ho tu hi akeli to khoyi nahin hai saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare
saagar pe aaj maujon ka raaj bechain hai nazaara shaayad wo aayen shaayad wo aayen dil ne jinhen pukaara jhoom jhoom de de tali nachun main to matwaali bas mein nahin mera dil chhup chhup chori chori rahe teri meri jodi ab to bedardi mil chhup chhup chori chori rahe teri meri jodi ab to bedardi mil saagar pe aaj maujon ka raaj bechain hai nazaara shaayad wo aayen shaayad wo aayen dil ne jinhen pukaara saagar ke kinaare jaun tujhko pukaare jaun lehron ke sang dolun maujon se kahun ke jao piya ko bula lao jinki hoon ab holun maujon se kahun ke jao piya ko bula lao jinki hoon ab holun saagar pe aaj maujon ka raaj bechain hai nazaara shaayad wo aayen shaayad wo aayen dil ne jinhen pukaara
saagar sangmot kotona saturilu tothapitu hua nai klanto saagar sangmot saagar sangmot saagar sangmot kotona saturilu thotipitu hua nai klanto tothapi monor mur praxanto xagoror urmimalai oxanto monor praxanto saagoror bokho juwaror nai aji ont ojoshro lohore naba naba gotire aani diye axa afuronto saagar sangmot proxanto parore moha moha jibonor santi aaji akaranto naba naba srishtire dottyo danove kore nisthur aaghat abishranta seyehe monor mur praxanta sagoror urmimalai osanto saagar sangmot dhongor aaghatot dise aaji sanghat sristir senani onont sanghate aane mur praxanta sagoror progotir natundiganta seyehe monor mur praxanta saagoror urmimalai oxanto saagar sangmot gobhir praxanta saagoror saktiye dhonkhok kore bhibranta ogonon manabor xantir somodol srishtikami diganta seyehe monor mur praxanta saagoror urmimalai oxanto saagar sangmot saagar sangmot kotona saturilu thotipitu hua nai klanto
Saagara
saagara sangamame pranava saagara sangamame saagara sangamame pranava saagara sangamame kalale alalai yegasina kadaliki kalale alalai yegasina kadaliki kalalo yilalo kalalo yilalo dhorakani kalayika saagara sangamame pranava saagara sangamame kanyaakumari nii padamulu nene aaaa aaaa aa aaaaaaa aaaa aaaa aaa kanyaakumari nii padamulu nene kadali keratamai kadigina vela suma sukumaarii nii choopulake tadabadi varamulu adigina vela aligina naa toli alakalu neelo pulakalu repi puvvulu visirina punnami raatiri navvina vela sagara sangamame pranaya saagara sangamame bhaarata bhaarati pada sannidhilo kulamata sagara sangama srutilo na rati neevani valapula haarati hrudayamu pramidaga veligina vela paruvapu uravadi paruvidi nee vodi kannula neeridi kalisina manasuna sandelu kumkuma chindina vela sagara sangamame pranaya saagara sangamame saagara sangamame
saagarame shaanthamaaka nee saandhya raagam maayunnithaa chaithra dina vadhu pokayaai doore yaathraa mozhiyumaai saagarame shaanthamaaka nee thalir thottilaaro paadi tharu oru janmam koodi paathi paadum mumbe veenu etho kili naadham kenu etho kili naadham kenu chaithra vipanjika mookamaai ente mouna samaathiyaai saagarame shaanthamaaka nee vishu pakshi etho koottil vishaadaadramenthe paadi nooru chaithra sandhyaa raaagm poothu kaavu nin aathmaavil poothu kaavu nin aathmaavil saagarame shaanthamaaka nee saandhya raagam maayunnithaa chaithra dina vadhu pokayaai doore yaathraa mozhiyumaai saagarame shaanthamaaka nee
saaqiya dekh main ranjoor hua jaata hoon zabt ki had se bahut door hua jaata hoon meharbaani hai teri mujhko pila de warna chheen ke peene pe majboor hua jaata hoon saaqi sharaab la ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi paimaana bhar na jaaye kahin mere sabra ka paimaana bhar na jaaye kahin mere sabra ka paimaana bhar na jaaye kahin mere sabra ka ik jaam aur pila ki badi der ho gayi ik jaam aur pila ki badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi aaaa aaaa aaaa tanhaayi bhi hai waada bhi hai intezaar bhi tanhaayi bhi hai waada bhi hai intezaar bhi tanhaayi bhi hai waada bhi hai intezaar bhi ae dost aa bhi jaa ki badi der ho gayi ae dost aa bhi jaa ki badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi honthon
aa aa aaaa aaaa aaaa aa aa aaaa aaaa saaqiyaa ek jaam wo bhi to de saaqiyaa ek jaam wo bhi to de jo teri aankh se chhalakta hai saaqiyaa saaqiyaa saaqiyaa jo bhari hai teri suraahi mein daur uska to roz chalta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de jo kharidaar honge sasti ke wo kahin aur ladkhada lenge jo kharidaar honge sasti ke wo kahin aur ladkhada lenge hum talabgaar us sharaab ke hain rind pee kar jise sanwarta hai hum talabgaar us sharaab ke hain rind pee kar jise sanwarta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de apni duniya alag hai duniya se humko kya waasta zamaane se apni duniya alag hai duniya se humko kya waasta zamaane se jab zamaane mein raat hoti hai peene waalon ka din nikalta hai jab zamaane mein raat hoti hai peene waalon ka din nikalta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de
saaqiyaaaaaaa saaqiyaaaaaaa saaqiyaaaa aaj mujhe neend nahin aayegi neend nahin aayegi saaqiyaa aaj mujhe need nahin aayegi suna hai teri mehfil mein ratt jagaa hai aankhon aankhon mein yun hi raat guzar jaayegi suna hai teri mehfil mein ratt jagaa hai aaaaaaaaaaaaaaaaa saaqi hai aur shaam bhi ulfat kaa jaam bhi hoooo taqdeer hai ussi ki jo le inse kaam bhi rang e mehfil hai raat bhar ke liye sochna kya abhi sehar ke liye rang e mehfil hai raat bhar ke liye sochna kya abhi sehar ke liye tera jalwaa ho teri surat ho aur kya chaahiye nazar ke liye aur kya chaahiye nazar ke liye aaj surat teri beparda nazar aayegi aaaaaaaaaaaaaaaaa mohabbat mein jo mitt jaata hai wo kuchh keh nahin sakta aaaaa ye wo kuchaa hai jiss mein dil salamat reh nahin sakta kiss ki duniyaa yahaan tabaah nahin kaun hai jiske lab pe aah nahin kiss ki duniyaa yahaan tabaah nahin kaun hai jiske lab pe aah nahin husn par dil zaroor aayega iss se bachne ki koi raah nahin iss se bachne ki koi raah
sab ka chehra tere jaisa kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai jab koi aeb nahin hai tujh mein jab koi aeb nahin hai tujh mein aaina dekh ke darta kyun hai aaina dekh ke darta kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai masla ye bhi to hai duniya ka masla ye bhi to hai duniya ka koi achchha hai to achchha kyun hai koi achchha hai to achchha kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai unko shikwa hai ki dil ki baaten unko shikwa hai ki dil ki baaten maur ajaar mein kehta kyun hai maur ajaar mein kehta kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai
sab ko naach nachaata phir bhi nazar nahin jo aata sab ko naach nachaata phir bhi nazar nahin jo aata aisi duniyaa ko banane wala kaun hai wohi shyaam hai ghanshyaam hai ambar se paani barsaata patthar mein jo phool khilaata aisi duniyaa ko banane wala kaun hai wohi shyaam hai ghanshyaam hai mala ghumaane se wo nahin miltaa bhasmi lagaane se wo nahin hiltaa jhoopdiyon mein phool wo khiltaa koi gareeb ke aansoo mein milta aansoo mein milta wo hi pita hai wo hi mata wohi sab ka bhagya vidhata aisa sarjanhara sab ka pyaara kaun hai wohi shyaam hai ghanshyaam hai sab ko naach nachaata phir bhi nazar nahin jo aata aisi duniyaa ko banane wala kaun hai wohi shyaam hai ghanshyaam hai ek hai raaja ek bhikhaari kyun ek bhikhaari ek achhoot aur ek pujaari kyun ek pujaari ye bhed paakhi humne banaya hai humne banaya wo to sabhi ke hai tan mein samaaya mann mein samaaya sab ko ek pyaar se seencha koi unch na koi neecha aisa ek samaan samjhne wala kaun hai wohi shyaam hai
na puchho pyaar ki humne jo haqeeqat dekhi wafaa ke naam pe bikte huye ulfat dekhi kisi ne loot liya aur humen khabar na huyi khuli jo aankh to barbaad muhabbat dekhi sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki wo dil hoon jisko pyaar ki manzil na mil saki manzil na mil saki patthar pe humne phool chadhaaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile ek bewafa se pyaar ka anzaam to mile aye maut jaldi aa aye maut jaldi aa jara aaram to mile
karte rahe fizaa se hum saudaa bahaar kaa badlaa diya to kya ye diyaa unke pyaar kaa sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya hum badnaseeb pyaar ki rusvaayi ban gaye khud hi laga ke aag tamaashaayi ban gaye tamaashaayi ban gaye daaman se ab ye shole bujhaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya le le ke haar phoolon ke aayi to thi bahaar nazren utha ke humne hi dekha na ek baar dekha na ek baar aankhon se ab ye parde hathaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya
sab kuchh lutaaya humne sab kuchh lutaaya humne aa kar teri gali mein aa kar teri gali mein ghar chhod kar banaaya ghar chhod kar banaaya hai ghar teri gali mein hai ghar teri gali mein khanjar tane huye hain aur sar jhuke huye hain aur sar jhuke huye hain maqatil ka khich raha hai maqatil ka khich raha hai manzar teri gali mein manzar teri gali mein sab kuchh lutaaya humne maathe pe us ko rakh lun sajade mein sar jhuka dun sajade mein sar jhuka dun mil jaaye jo bhi humko mil jaaye jo bhi humko patthar teri gali mein patthar teri gali mein sab kuchh lutaaya humne tere liye jiye hain tere liye marenge tere liye marenge humko dikhana hai ye humko dikhana hai ye mar kar teri gali mein mar kar teri gali mein sab kuchh lutaaya humne
heyyyyy preeet ka jaam jaane jaan jaane jaana jaaneman ho jhin chak jhin chak jhigin jhigin kitne beet gaye hain din kitni beeti raate magar dilruba sab kuchh mila tu naa mila haan haan sab kuchh mila tu naa mila heyyyyy preeet ka jaam jaane jaan jaane jaana jaaneman jala jala ke jala jala ke jala jala ke apna dil kiya ujaala humne pyaas jaga di honthon mein jaam ne aur mausam ne pyaas jaga di honthon mein jaam ne aur mausam ne sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab kuchh mila tu naa mila yei yei yei yei yei yei yei yei yei yei yaa yei yei yaa do dinon ki haa haa haa do dinon ki do dinon ki zindagi kyun na kare manmaani beet naa jaaye are kahin yunhi jawaani jaani beet naa jaaye are kahin yunhi jawaani jaani sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab kuchh mila tu naa mila are farebi aye are farebi are farebi jaalima tune churaya hai dil koi naa jaane mere siwa kaun hai mera qaatil koi naa jaane mere siwa kaun hai mera qaatil sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab
sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi duniya ne kitna samjhaaya kaun hai apna kaun paraaya phir bhi dil ki chot chupa kar humne aapka dil behalaaya khud hi mar mitne ki ye zid hai humari khud hi mar mitne ki ye zid hai humari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi dil ka chaman ujadte dekha pyaar ka rang utarte dekha humne har jeene waale ko dhan daulat pe marte dekha dil pe marne waale marenge bhikhaari dil pe marne waale marenge bhikhaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi asli naqli chehre dekhe dil pe sau sau pehre dekhe mere dukhte dil se poochho kya kya khaab sunehare dekhe toota jis taare pe nazar thi hamari toota jis taare pe nazar thi hamari sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi
sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai jin raahon par saath chale the har mausam mein saathi jin raahon par saath chale the har mausam mein saathi unn raahon par tanha chalna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai kadmon ki raftaar se aage waqt yahaan chalta hai kadmon ki raftaar se aage waqt yahaan chalta hai shaher mein ab logon se milna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai raashid kitni raahen badlo paaon behek jaate hain raashid kitni raahen badlo paaon behek jaate hain maiy khaane se bach ke nikalna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Husn Ke Lakhon Rang Johny Mera Naam (1970) 04:58 18128
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mridula, Prem Nath
Duration : 04:58   Song Number : 18128   

Husn Ki Bahaaren Liye Benazir (1964) 03:17 39821
 
Poster of Benazir (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:17   Song Number : 39821   

Saagar Jaisi Aankhon Waali Saagar (1985) 04:53 18252
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 04:53   Song Number : 18252   

Saagar Kinaare Saagar (1985) 04:18 18262
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:18   Song Number : 18262   

Saagar Pe Aaj Maujon Ka Raaj Rangoli (1962) 03:57 38907
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:57   Song Number : 38907   

Saagar Sangamat Kotona Bhupen Hazarika 03:31 18989
 
Poster of Bhupen Hazarika
 
Category
Assamese
Music Director- 
Bhupen Hazarika
Singer- 
Bhupen Hazarika
Duration : 03:31   Song Number : 18989   

Saagara P Jayachandran 05:17 21518
 
Poster of P Jayachandran
 
Category
Malayalam
Year- 
1985
Music Director- 
P K Reghukumar
Singer- 
P Jayachandran
Duration : 05:17   Song Number : 21518   

Saagara Sangamame Seethakoka Chilaka (1981) 05:00 39770
 
Poster of Seethakoka Chilaka (1981)
 
Category
Telugu
Year- 
1981
Lyricist
Veturi
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Karthik, Aruna Mucherla
Duration : 05:00   Song Number : 39770   

Saagarame Santhamaka Madanolsavam (1978) 03:27 15206
 
Poster of Madanolsavam (1978)
 
Category
Malayalam
Year- 
1978
Duration : 03:27   Song Number : 15206   

Saaqi Sharaab La Hariharan 06:12 38355
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:12   Song Number : 38355   

Saaqiya Ek Jaam Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:34 39867
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 03:34   Song Number : 39867   

Saaqiyaa Aaj Mujhe Need Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 05:55 12466
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Asha, Sathi
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:55   Song Number : 12466   

Sab Ka Chehra Tere Jaisa Kyun Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 05:02 37976
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 05:02   Song Number : 37976   

Sab Ko Naach Nachata Kan Kan Mein Bhagwan (1963) 03:45 12306
 
Poster of Kan Kan Mein Bhagwan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shiv Ram
On Screen Actors- 
Anita Guha, Ram Singh
Duration : 03:45   Song Number : 12306   

Sab Kuchh Luta Ke (Female) Ek Saal (1958) 03:56 12348
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:56   Song Number : 12348   

Sab Kuchh Luta Ke (Male) Ek Saal (1958) 03:46 12346
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 12346   

Sab Kuchh Lutaaya Humne Chunariya (1948) 03:32 36203
 
Poster of Chunariya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Mulk Raj Bhakri
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manorama, Wasti
Duration : 03:32   Song Number : 36203   

Sab Kuchh Mila Tu Naa Aarop (1974) 04:20 12260
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 04:20   Song Number : 12260   

Sab Kuchh Seekha Humne Anari (1959) 03:36 21200
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 21200   

Sab Kuchh Sunna Hariharan 06:20 40556
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:20   Song Number : 40556